Apna hai bandan anokha
Jise koyi na samjha
Magar sabne hai jana
Kaisa hai yeh bandan
Jo rahe na juda
Jo rahe na milkar
Kisne banayi hai yeh bandan
Jo ki hai pyari bandan
Usiko mera vandan
Kya naam de is bandan ko
Kya pukare is bandan ko
Kaisi hai ajib bandan
Kya sochenge log
Kyon ham parva kare
Kyon is duniya se dare
Kya kahenge log
Ya hum hi bataye
Ke hai yeh pyara anokha bandan
Yahi hai hamari upeksha
Yahi hamari tapasya
Yahi hai hamari raksha
Yahi hai hamari dillagi
Yahi hamari bandagi
Yahi hai hamari jindagi
Yahi hai hamari jaan
Yahi hamare praan
Yahi hai hamari pehchaan
Aao yeh wada kare hum
Aao yeh kasam khaye hum
Ke nibhayenge sada yeh badan hum
*****