Tumhari yaad mein hai yeh diwani,
Man karta hai tumhe pukaro,
Tum jab nahi hote saath mere,
Aaa ab to aaja sajan,
****
Kuch hosh nahi, mein hogayi pagli,
Tum hi tum ho khayalon mein,
Kuch nahi suchta aur dimag mein.
Tumhe bulaoo, tera naam pukaro,
Sajan Sajan Sajan
Sari duniya ko batadoo, chilaoo.
To jeevan mein udasi cha jati hai mere,
Tumhara hi intazaar hota hai har pal,
Tum mujhse na door rahana kabhi kisi pal.
Tujko pukare mera man,
Agar tum nahi aaye kabhi,
Mein yuhi mar jaoo abhi.
***
**
*
Next
Main